kabhi kabhi yad main ubharte hain naqsh-e-mazi mite mite se
kabhi
kabhi yad main ubharte hain naqsh-e-mazi mite mite se
wo
azmaish si dil-o-nazar ki, wo qurabaten si wo fasale se
kabhi
arzu k sehara main a k rukte hain qafile se
wo sari
baten lagaw ki si wo sare unwan wisal k se
nigah-o-dil
ko qarar kaisa nishat-o-gam main kami kahan ki
wo jab
mile hain to un se har bar ki hai ulfat naye sire se
bahut
giran hai ye aish-e-tanha kahin sabukatar kahin gawara
wo
dard-e-pinhan k sari duniya rafiq thi jiske waste se
tumhin
kaho rind-o-muhtasib main ho aj shab kaun farq aisa
Comments
Post a Comment