Saamne reh kar vo mere mujhko zakhm aise deti hai


Saamne reh kar vo mere mujhko zakhm aise deti hai

jaise usko pyaar karne ki saza vo mujhko deti hai

jaane kitni baar kaha humko aaj bhi tumse pyaar hai

badlunga na mai kabhi dil se karta vo iqraar hai

hum bhi kitne naadan the jo yakeen uska kar liya

kitna paak tha pyaar mera vo sara usi se kar liya?

kaise keh du mai usko kuch,jo kabhi sirf mera imaan thi

begunaah hai vo shayad in paak rishto se anjaan thi

kuch bhi kehna nahi chahte us se magar halaat majboor kar dete hai

na chah kar bhi vo har pal ik nya zakham mujhko deti hai

na samajh sake vo mera pyaar na samjhi meri dosti

khud ko jala kar bhi humne deni chaahi usko roshni

kuch bhi ho is dil ko unse pyaar hai

gum nahi dunga khushiya is baat ka iqraar hai……




Direct dil se to AS.........

Comments

Popular posts from this blog

The Navy Call List - Military Phonetic Alphabet

Anti-aging skin treatments: Skin care myths and truths

A Decade in Delhi NCR - Unexplored