Posts

Is tarah berukhi se to dekha na keejiye

Is tarah berukhi se to dekha na keejiye Nazuk hai aina ise toda na keejiye Ham aor karenge tarke mohabbat ka faisla Lillah aisi baat to socha na keejiye Karwat badal badal ke guzaari hai saari raat itna kisi ke sabr se khela na keejiye kaabu men jab wo aaye to suniye na uski baat is haal men kaha hua uska na keejiye Dil ko bahare husne mulaaqaat chahiye usko sunehre khwaab dikhaya na keejiye Naseh ko bhi  dikhaiye raahe najate gham Bhule se uski raah pe jaaya na kijiye Ham jaante hain aap ka har range aarzu Hamse to dil ki baat chipaaya na keejiye Maana ki iltijaon se hum maan jayenge Isse to jaan pe banti hai rootha na keejiye Mumkin ye ho ki jisko wafa aap kar saken Aisa to hum se koi bhi waada na keejiye Sunte hain intizaar hamara karenge aap Halkaan khud ko aap khudaara na keejiye makhsoos jab nigaah ata ki Irfu ko ab chodiye hataiye parda na keejiye

Koi Hota Jisko Apna Hum Apana Keh Lete Yaaron - MP3

Image
Koi Hota Jisko Apna Hum Apana Keh Lete Yaaron Paas Nahin To Door Hee Hota Lekin Koi Mera Apna Aakhon Mein Neend Na Hoti Aansoo Hi Tairte Rehte Khwabon Mein Jaagte Hum Raat Bhar Koi To Gham Apnataa Koi To Saathi Hota Koi Hota Jisko Apna Hum Apana Keh Lete Yaaron Paas Nahin To Door Hee Hota Lekin Koi Mera Apna Bhoola Hua Koi Waada Beeti Huyi Kuchh Yaadein Tanahai Dohraati Hain Raatbhar Koi Dilasa Hota Koi To Apna Hota Koi Hota Jisko Apna Hum Apana Keh Lete Yaaron Paas Nahin To Door Hee Hota Lekin Koi Mera Apna Listen to it: Like It, Download It

Tanha, kaata jaata hai,

Tanha, kaata jaata hai, Dard, na baNta jaata hai, Ghalti, hum se hoti hai, Bachcha daaNta jaata hai, Raaj.neeti me ab, ... Aksar, Thook ke Chaata jaata hai, Ek Suee Gum jaaye ager,  Kul Ghar, chaaNta jaata hai, GAANTH MIYAAn, JEEWAN JOOTA, JAB TAK GAANTHA .. JAATA HAI. !!!.

बता ग़म-ए-फ़िराक़ पेहले खूं से किस को तर करूं

तुम्हारे लिये Jaana बता ग़म-ए-फ़िराक़ पेहले खूं से किस को तर करूं फ़िगार अपना दिल करूं के चाक मैं जिगर करूं तुम्हारी कम तवज्जो मुझ से केह रही हैं बारहा तवील दास्तान को मैं अपनी मुख्तसर करूं अजब नहीं है कुछ मियां गुमान के ये दौर में ज़मीं की खाक गर कहे के आसमाँ को सर करूं सबा, दर-ए-हबीब को मेरा पयाम दे ज़रा के और कब तलक यहाँ मैं खुद को दरबदर करूं निहाँ निहाँ से नक़्श-ए-यार इंतिहा-ए-शौक़ में अयाँ अयाँ से लग रहे हैं जिस तरफ नज़र करूं इसी अमल और उलझनों में रेहता हूँ रवां दवां मैं उस नज़र के आगे कैसे खुद को मोतबर करूं

जो ठहर जाये तो आँखों में शरर जैसा है

Image
जो ठहर जाये तो आँखों में शरर जैसा है और जो टपके तो वही अश्क गुहर जैसा है पूछते क्या हो अंधेरो के मआनी उस से  जिसकी रातों का भी अंदाज़ सहर जैसा है  हूबहू ज़ीस्त की पुरखार रह-ए-गर्दिश का नक़्श हर एक तेरी राहगुज़र जैसा है  दिल के हर ज़ख्म सितारें हैं सितारों में कोई  ज़ख्म ऐसा भी है वाहिद जो क़मर जैसा है  आँधियाँ आई, गयी,अपनी जगह से न हिला  अज़्म मेरा किसी मज़बूत शजर जैसा है  अपने अंदर तो फ़रिश्तें सी सिफत रखता है पर बज़ाहिर वो कोई आम बशर जैसा है  वोही गिरदाब वोही मौज-ए-तलातुम 'अस्लम' तेवर-ए-दरिया किसी शोख नज़र जैसा है 

Mohabbat

Image
Jaana Need I say more? Mohabbat Tamashe kuch aise dikhaye mohabbat Tamasha nazar ko banaye mohabbat wo darte the maloom tha unko shayad  Hai nashtar kahin chubh na jaye mohabbat Khuda khush rahe, jisko ye aarzu hai kare wo amal bas baraye mohabbat jise sare aadaab aate hain iske laqab uska hai aashnai mohabbat ye hasil ho, sabko hai iski tamanna Sabhi mangte hain duaye mohabbat sare hashr jab hogi taqseeme nemat wahan dekhna intihaye mohabbat wo aazaad hain ranjo gham se jahan men Hai jinke saron par ridaye mohabbat Lagao usi husne kaamil se dil ko wahi hai mukammal adaye mohabbat Wo aazaad hain ranjo gham se jahan men Hai jinke saron par ridaye mohabbat Bahot khwahishen nafs ki shorishen hain Samajh isko aye mubtilaye mohabbat Isiko kehte hain sab dushmane jaan Haqeeqat men sab hain fidaye mohabbat

A Jinxed Love Story

Image
A Jinxed Love Story: 5 Autowallahs I Have Met in Delhi Autowallahs  are not my favourite people in the world. And going by the sheer number of stink eyes I get from them every day, this feeling must be mutual. Don't get me wrong, there have been plenty of times when the  autowallah  has happily agreed to take me by the meter, or sweetly helped me find my way when I was more lost than Babe was in the woods. But it is a truth now universally accepted, that thanks to my auto-jinx, I have had more near death experiences in auto-rides than everything else put together.     Here are five types of  autowallahs , I encounter pretty often, but wish I didn't.  1. The Hulk:  First and foremost is The Hulk. He may not turn green but The Hulk is ALWAYS angry. The Hulk loves expletives. They make him happy. In my vast (and deeply disturbing experience) it is best to keep calm and plug in your earphones. Also pray that he doesn't run over someone. Pray ...